Wednesday, July 28, 2010

SAWAN

ish bar ka sawn aisha aaya,
na taan bhinga na maan bhinga.
mausam ki mar aglag thi,
mehngai ki mar prabal thi.
ye mahadev ki maya thi,
ya baital ki chaya thi.
chatri le jaise hi nikala,
bin pani ke hi phishla.